tanhaiyon mein unhe yaad karte hain,
woh salamat rahe yeh fariyaad karte hai,
unhi ki shayari ka intezaar karte hain,
unhe kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
*************************************************************
unko hum kya saza de jisne mohhabat mein mera dil tod diya,
gunaah to humne kiya jo unki baaton ko mohhabat samajh liya.
*************************************************************
kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,
kitna benoor hai sapna haqueequat ke aage,
koi ruki hui dhadkan se pooche ,
kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage.
***********************************************************
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
todne wale ke haath par zakhm to aaya hota.
dil ki aawaz
Latest Articles
- rekha's blog
- 1 point












Replies:
mai hu na aap ka liya janamand
tanhaiyon mein ham ko yad karo na,
tum salamat rahe yehi duva hai meri,
hum aap ki shayari ka intezaar karte hain,
ha hamai pata hai aap kitna pyaar karte hai hame.
Tumari KHUBSOORAT jindagi se
Tumari KHUBSOORAT jindagi se CHUTKI BHAR SINDOOR lie, rangaya hai apne JINDAGI ko.
Jahan kadam dagmagai, yaad kiye hai apko
Ek Sitaara jise dekh kar gum naam andhere raho se chale
Sitaara ekdin tutti sehi, asmaan ke kahi chhor jati hai ek sundar jiban rekha
mulakat na to sehi, ek email ka khwaish rakhti hoon.
With respect
MAHUA
wonderful heart touching
wonderful heart touching shayari
Post new comment