Collection Of My SMS
Golagana Gowri Prasad • onSms 11 years ago • 2 min read

1) Har shbad mein arth hota hai. Har arth mein tark hota hai. Wo kehte hain k hum haste hain , lekin hasne walo ke dil me b toh dard hota hai.....

2) Ek se ek shararat apki,dil khush kar dene ki adat apki,hum rahe na rahe apke is jahan me,ye dua hai ki salamat rahe hamesha ye muskarahat aapki....

3) Zindgi kbhi muskil to kbhi aasan hoti hai,ankho me nmi hothope muskan hoti h,na bhulna apni muskuraht ko,issi se har mushkil aasan hoti hai.

4) Edhar raat dhalti...Din udhar nikalta hai, Koi yaha rukta...koi waha chalta hai, Deep aur Patange me fark sirf itna.. Koi jal k bujhta...Koi bujh k jalta hai..!

5) Sath nahi rehne se rishte nahi tuta karte, waqt ki dundh se lamhe nahi tuta karte, log kahte he mera sapna tut gaya, tutthi nind hai sapne nahi tuta karte.

6) Andhere me rosni ka wajood shayd kahi kho gaya he, khusi ka silsila bhi ab to ateet ho gaya hei, ik roshan shama banana chahte the khud ko hum, taki door kar saken andhere ka gum, Tej andhi ne shama ka vajood usi andhere me dubo diya hei....

7) Sachi hai meri dosti azmake dekhlo, Karke yaki mujpe mere paas aake dekhlo. Badalta nahi kabhi sona apna rang, jitni baar dil kare aag laga kar deklo.

8) Unse keh do wo meri takdir se jalna chod de are hum to wo badnasib hai jo agar kafan ki dukan khole to log marna chohd de

9) Sar jhukaoge jahan pathar devta ho jayega Usse itna mat chaho wo bewafa ho jayega Hum bhi dariya hai hamen apna hunar malum hai Jis taraf bhi chal padenge rasta ho jayega

10) Usne dur rehna ka mashwara b likha hai, Saath he DOSTI ka wasta b likha hai, Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana, Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai

General

Responses

Login to add comments on this post.