Palbhar mein tut jaye who kassam nahi, Dosti mein bhool jaye woh hum nahi, Tum bewafa bano is baat mein dum nahi, Kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi
Main deewaani hun tere nam ki is baat se inkar nahi,
kaise kahe ki hame aapse pyar nahi,
kuch to kasoor hai aapki nazro ka,
hum akele to gunhegar nahi.
Aankhon ki zubhan wo samajh nahi pate, Hoth magar kuch keh nahi pate, Apni bebasi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum reh nahi pate
Tapat Sooraj mein hoti hain
Tadapna sabko padta hain
kasoor aankhon ka hota hai
Tadapna dil ko padta hai
Tum mujhe bhul na paoge, Is kadar hum tumhe yaad aayenge... Yakeen na aaye to aaine me dekhna, Teri aankhon me hum nazar aayenge....
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko khushnaseeb paya....
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya....
Mehfil na hoti, nazare na hote, yun chand ke pehlu mein sitare na hote. Hum isliye karte hai apki parvah kyonki dil ke karib sare nahi hote..!
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankho mein namisi thi,
sath hamare ye jahan tha sara,
par na jane kyun kisi ki kami si thi....
Duniya jise neend kehti hai, Jaane woh kya cheez hoti hai.... Aankhe to hum bhi band karte hain, Par woh unse milne ki tarkeeb hoti hai...
Tumsa koi doosra zameen par hua,
Toh Rab se shikayat hogi....
Ek toh jhella nahi jaata,
Doosra aa gaya to kya halat hogi!!!
Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte, Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte. Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein, Yun Kisika Peecha Hum Nahin Kartea
EK SHABD ME KYA TARIF KARU AAPKI,
AAP SHABDDO ME KAHA SAMA PAOGE ,
BAS INTA JAANLO K JAB B BAAT CHALEGI DOSTI KI,
MERI ANKHO ME AAP HI NAZAR AAOGE
Aapko Lagta Hai Ke Hume Aapko Bhula Rakha Hai Aap Nahi Jaante Dil Mein Kahi Chupa Rakha Hai Dekh Na Le In Aankhon Me Aapko Koi Isliye Palko Ko Bhi Chupa Rakha Hai
Ye aaine se akele main guftagu kya hai
jo main nahin to phir ye tere rubaru kya hai
isi omeed pe kaati hai zindagi main ne
woh kaash puchte mujh se ke aarzo kya hai
Is dil say tere yaad bhulai nahin jati Yeh pyar ki daulat hai lutai nahin jati Is dil say kesay tumhain bhulaoun main Har roz toh yeh duniya basai nahin jati
Har pal ne kaha ek pal se,
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao,
Pal bhar ka saath kuch aisa ho,
Ki har pal tum hi yaad aao....
Nazar to mila sake, Per zaban ko hila na sake, Laakh chaha humne, Phir bhi tum ko bhula na sake....
Ishq Ne Insan Ko Kya Se Kya Bana Diya ,
Kisiko Kavi To Kisiko Kangal Bana Diya,
Do Fulo Ka Boj Na Uthane Vaali Mumtaj
Ki Yaad Main Shahjaha Ne Taaj Mahel Bana Diya.
Har nazar ko ek nazar ki talash Hai, Har dil mein chupa ek ehsaas hai, Aap se pyaar yuhi nahi ki humnein, Kya kare hamari pasand hi kuch khaas hai.
Love is not something that happens on first sight,
It happens when you start knowing each other,
And it turn ending up needing each other,
For every feeling,for every thought and for every moment.
Agar jindagi mein judai na hoti, Toh kabhi kisi ki yaad aati na hoti, Sath gujara hota har lamha, Toh sayad risto mein itani gahrai na hoti.
Barish ke paani ko apne haathon mein samet lo.
Jitna aap samet paaye utna aap humein chahte hai
Aur jitna na samet paye utna hum aap ko chahte hai.
Har pal ne kaha ek pal se, Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao, Pal bhar ka saath kuch aisa ho, Ki har pal tum hi yaad aao.
Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere sanam tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera pyaar dil ko
Gham main bhi muskurana sikha diya.
Na to yaado ko yaad rakhte hai Na hi sapno ko saath rakhte hai Hum to buss unko yaad rakte hai Jo hamein dil ke pass rakhte hai.
Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere sanam tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera pyaar dil ko
Gham ne bhi muskurana sikha diya.
Haste rahen aap hazaron ke beech mein, Jaise haste hein phool baharon ke beech mein, Roshan ho aap duniya mein iss tarah, Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein.
Kabhi hasata hai pyaar,
Kabhi rulata hai pyaar,
Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar,
Chaho ya na chaho,
Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.
~~~~~~~~~~~~~~~~
Apne dard-E-dil ka hamdard hame hi paaogey,
In tanhaiyon mein saath hame hi paaogey,
Door hain tum say to kya huwa,
In dooriyon mein sabse kareeb hame hi paaogey.
Aakhen kholu to chehra tumhara ho, Band karu to sapna tumhara ho, Maar bhi jau to koi gam nahi, Agar kafan ke badle achal tumhara ho
~
Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi, Tere bina chirago mein roshni na rahegi, Kya kahe kya guzregi dil par, Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Responses
Login to add comments on this post.